"" Lesson no.5 Learn in Orthographic Projection - INFO TECHNICAL

Lesson no.5 Learn in Orthographic Projection

Orthographic Projection ek important part engineering drawing ka hota hai is ka upyog karke aap kisi bhi job ka two Dimension drawing bana sakate ho 

iss mein front view ,Top view ,side view is tarah ke view dikha sakte ho Engineer aur labour ke beech comunication karney hetu is ka upyog Kiya jata hai

Orthographic Projection fig.1
 
iss ka upyog karke aap kisi bhi part ka description karigar ko provide kar sakate ho ek angle se aap drawing dekh kar uska front view ,top view ,side view,bana sakate ho iss mein aap drawing section view bhi dekha sakte ho ise  mein holes ka tolerance keys ki position turning ,Milling , Machining etc.ka description aap Orthographic Projection ke madhyam se karigar bata sakate ho yeh engineer aur karigar ke bech me comunication languages maani jati hai



            Orthographic Projection fig.2

is tarah ke project ko aap drawing ke madhyam karigar ko bata sakate ho jab mass production company mein kiya jata hai tabh ek job drawing kartey hai phir us drawing ke hisab se aap big quantity mein job create kar sakate ho


Engineering drawing mein two types drawings ka mostly prayog kiya jata hai 

1) Orthographic Projection

2) Isomatric Projection

Aur tisra jo drawing aata hai is aap solid works kaha jata hai in sabhi drawing bananey hetu aapko Auto cad ya phir Catiya 

Unigraphic is tarah ke software ka prayog kiya jata hai mostly basic jo software aata hai woah auto cad software hai







कोई टिप्पणी नहीं

Create and Sell Online Courses: Passive Income Potential

हेलो दोस्तों  आज ‌हम आपको अपने ज्ञान के से कोर्स बना कर ओर उसे बेचकर आप earn कर सकते हैं   ऑनलाइन पाठ्यक्रम बनाना और बेचना निष्क्रिय...

Blogger द्वारा संचालित.