Lesson no.12 Assembly Drawing
Engineering drawing ke kuch prakar hote hai jiska upyog Engineer mass production ke liye company mein karigar drawing dete hai
1) Assembly Drawing
2) Detail Drawing
Assembly Drawing :- Assembly drawing mein all parts ke fitting ke liye job ke ander fitting karney ke liye bahut sare fasteners ka upyog kiya jata hai assembly drawing two view dena compulsary hota hai es liye Elevation view,Side view draw karna compulsary hota hai
Assembly Drawing create karney hetu nichey diye gaye guidelines ka upyog karna chahiye
1) Assembly Drawing parts list aur material list compulsary dena jaruri hai is list serial number ,number of parts,part name,part material etc
2) Assembly Drawing mein only major dimension dena hota hai
is tarah se assembly drawing tayar kiya jata hai taki karigar machine achi tarah se assemble kar sake
Post a Comment