COMPUTER Random access memory
Random Access Memory Computer mein part hota hai jis mein aaap ka data save Kiya jata hai ose aap Random Access Memory (RAM) Kaha jata hai
Types of memory
1) Rom (Read only Memory)
2) RAM (Random Access Memory)
1) Rom:- rom ka upyog producer Tak info sending karney ka kaam karta hai Rom ke ander program instructions likha huwa hota hai Rom Chips ka upyog computer start karney hetu hota hai yeh motherboard par solder kiya hota hai
Booting ke wakt yeh bahoot jayada upyog hota hai parts ka function jab proper work nahi karta tabh yeh error message detaa hai
2) Random access memory:-is ka upyog normal processing mein data storing ke hetu hota hai jab pc off kiya jata hai tabh data eraze hota hai
Random access memory ke two types hotey hai
A) Dynamic RAM (Dram)
B) Static RAM (Sram)
SRAM ko one time information Diya jata hai woh pc power off hone Tak save rahta hai yeh costly very fast memory hoti hai DRAM ko data maintain karney ke liye constant refreshing kiya jata hai
Simm ko 30 pins hotey hai vahi dimm ko 168 pins hotey hai
EDO RAM ki capacity 8,16,32,64 MB hoti hai yeh 66MHz bus speed motherboard par aachi speed se chalati hai
Market mein available all Random access memory yeh Sd Random access Faster hoti hai EDO Random access se SD Random Access Memory fast hoti hai
![]() |
Fig. No.1 DIMM |
DDR RAM yeh Sd RAM se double speed se work kiya jata hai short mein DDR RAM se Sd RAM se High speed work karta hai
RAM yeh ek important part hota hai pc ka aur laptop ka jo bhi aap work kartey ho woh data save karta hai
Post a Comment