Lesson no.19 Lathe Machine
Mechanical Engineering mein Lathe Machine pryog kiya jata hai is machine se karigar Turning, machining, boaring etc. Kaam kiya jata hai
![]() |
Lathe Machine Fig. No.1 Lathe machine mein bahout sare parts hote |
1) Tail stock
2) Bed
3) Lead screw
4) Carriage
5) Feed Shaft
6) Chuck
7) Head Stock
8) Tool post
9) Compound rest
Upar diye gaye part ka upyog karke Lathe machine banayi jati hai is machine bahout Jayda important hota hai is machine mein
1) Tail stock :- is ka upyog work space ko support Dene ke liye is ka upyog kiya jata hai
2) Bed:-yeh single piece cast iron ka bana huwa hota hai Guideways bed par hota hai yeh tailstock aur carriage guide karta hai
3) Lead screw:-yeh rotation motion ko linear motion mein badalta hai thread cutting operation ke liye bahot jayada upyog hota hai
4) Carriage:carriage aur head stock mein laga huwa hota hai
5) Feed Shaft:- carriage ko move karney ka kaam karta hai
6) Chuck:-work space ko hold karney ka kaam karta hai
7) Head Stock:-yeh cast iron ka bana hota hai
Yeh power transmit karney hetu kiya jata hai
8) Tool post:-yeh tool holder ek position rakhaney ka kaam karta hai
9) Compund Rest:- Yeh swealling motion pradan karta hai
iss machine ka upyog teper turning, machining ki process liye upyog hota hai
Post a Comment