Lesson no.8 Types of Bolt
Machine Department mein bohot sare machine ka upyog kiya jata hai
Machine ko jab aachi tarah locking karna chahiye taki machine vibration se Bolt lose na ho Machine Ko ek jagah fix rakhne hetu jis Bolt ka prayog kiya jata hai Ous Bolt ko aap Foundation Bolt kaha jata hai yeh Bolt mild steel or road iron se banaya jata hai machine ke aakar nusar kaam ke swarup anusaar foundation Bolt ka prayog kiya jata hai is Bolt ko forging karke create kartey hai is ke kuch prakar hote hai woh Nichey diye gaye hai
Foundation Bolt Fig. 11) Eye Bolt
2) Rag Bolt
3) Levis Bolt
4) Quarter foundation Bolt
5) Square Headed Foundation Bolt
6) Covered Foundation Bolt
is tarah ke Bolt prayog machine ko fix karney hetu kiya jata hai
Post a Comment