"" Lesson no.18 Pulley Of Machine - INFO TECHNICAL

Lesson no.18 Pulley Of Machine

Workshop mein bhaut sare machine electric motar aur engines ka istemaal kar ke ek machine se dusrey machine ko transmission kiya jata hai is speed aur power ka transmission below diye gaye method se kiya jata hai

1) Belt and Pulley Drive

2) Pulley and Rope Drive

3) Chain Drive

4) Gear Drive

Parts of Pulley:- Pulley ke main three Parts hotey hai

A) Reem:- Pulley ka jo outer surface belt ke sampark mein aata hai ouse Reem kahate hai

B) Hub Or Box:- Pulley center part jo cylinder type hota hai jo shaft ke contact mein aata hai Ous ko Pulley ka hub aur box kaha jata hai

3) Aarm Or Spokes:- Reem Aur Hub ko fitting karney hetu upyog kiya Jane wala sadhen hota hai ouse aap aarm kaha jata hai

Types of arm

A) 200mm diameter

B) 200mm to 450mm Diameter 4 aarm Use Kiya jata hai

3) 450mm Ke aage 6 Aarm use hota hai

Pulley Crowning:- Pulley Reem ka outer surface cylinderical hota hai center high aur two Carnes sleep hota ha ouse  Pulley Crowning kaha jata hai

Pully width.                    Crowning price

1) 70mm to 100mm           1.5mm

2) 125mm to 150mm         2mm

3) 175mm to 200 mm        2.5mm

4) 300mm to 400mm          3mm

5) 450mm to 600mm          4mm

is tarah ka prayog aap machine mein Pulley ke saath upyog kar ke transmission kiya jata hai


कोई टिप्पणी नहीं

Create and Sell Online Courses: Passive Income Potential

हेलो दोस्तों  आज ‌हम आपको अपने ज्ञान के से कोर्स बना कर ओर उसे बेचकर आप earn कर सकते हैं   ऑनलाइन पाठ्यक्रम बनाना और बेचना निष्क्रिय...

Blogger द्वारा संचालित.