Lesson no.10 Types of Dimension
Drawing create karney ke baad us drawing length ,width, height ko Dene ke liye drawing mein Dimension dena jaruri hota hai taki karigar ous dimension se parts ki manufactured kar sake
Dimension two type ke hote hai
1) Location Dimension
2) Size Dimension
1) Location Dimension:- parts ka holes ke dimension dikhane iss ke liye prayog hota hai
2) Size Dimension:- parts ki length ,width height, Size dikhane ke liye size Dimension ka upyog hota hai
Dimension two types se diye jate hai
1) Aligned Dimension
2) Horizontal Dimension
Upar diye gaye Dimension ka upyog drawing create karne mein hota hai
Post a Comment