Pumps
Pumps ka upyog aap har jagah kiya jata hai workshop mein ya phir residential area mein pumps ka prayog kiya jata hai
Types of Pumps
1) Reciprocating Pump
2) Centrifugal Pump
1) Reciprocating Pump
Piston ke type se Pumps ke types hotey hai
1) Piston Pump
2) Flanzer Pump
Piston Ends se liquid types se working ke anusar
1) Singal Acting Pump
2) Double Acting Pump
1) Singal Acting Pump :-iss type mein pump piston section stroke section valve open ho kar water ko cylinder mein khichta hai dilivery strock mein water ko ander liya jata hai aur second strock mein andher liya huwa Pani Exite kiya jata hai is liye piston ka ek strock working hota hai isliye isko aap Singal Acting Reciprocating Pump kaha jata hai
2) Double Acting Pump :-iss mein two strock se pani ko aander liya jata hai aur Exite kiya jata hai is liye piston two strock se working kiya jata hai is liye isse aap double Acting Reciprocating Pump kaha jata hai piston one side se aander khichaa jata hai aur dusrey aur se pani ko pressure Diya jata hai aur pani bahar ke taraf exite kiya jata hai
3) Direct Diven Pump:-iss mein two difference cylinder hotey hai ek cylinder ka upyog stem engine ke jaisa kiya jata hai iss mein cylinder boiler ki garam air ko choda jata hai cylinder mein jo air choda jata hai garam air ko D-side valve se control kiya jata hai steam engine ka piston
Reciprocating pumps ka piston direct rawed se joda jata hai high pressure air steam cylinder mein se piston Reciprocating hone lagata hai iss tarah pump work kiya jata hai
Parts of Reciprocating
1) Cylinder
2) Piston
3) Flanzer
4) Connecting raaved
5) Section Pipe
6) Section Valve
7) Dilivery Pipe
8) Dilivery Valve
Iss tarah ka pump ka working hota hai yeh pump residential mein water ke liye or company mein liquid section ke liye kiya jata hai
Post a Comment